Enter your email address:

Delivered by FeedBurner

Monday 21 January 2008

Kabhi Dil Toh Kabhi Shama Jalake Roye

Break up? Seems to be the toughest stage in your life..
Whole world is busy in living life to fullest but you….
Can’t even think of anything else other than her..
Life seems to be at a stand still…

Kabhi Dil Toh Kabhi Shama Jalake Roye,
Teri Yadon Ko Dil Se Laga Ke Roye.
Raath Ke Aagosh Mein Jab So Gayi Duniya Saari ,
Ae Mohabbat Chaand Ko Teri Tasvir Bana Ke Roye.


Regards,
Shayari Ghazal Fan

Aaj Socha Salam Kya Bejhu?

Do you run out of words to describe your love? Everyday the same Good Morning and Good Night wishes? What gift should you be presenting to her/him? When you know that any gift or wish won’t satisfy your ego what do you think of? Read on the following Shayari.

Aaj Socha Salam Kya Bejhu?
Aap Muskuraaye Aisa Paigam Kya Bejhu?
Koi Phool Toh Mujhe Maloom Nahi
Jo Khud Gulshan Ho Ussey Gulab Kya Bheju?


Regards,
Shayari Ghazal Fan

Saturday 5 January 2008

Kuch log Thodi Der Acche Lage Magar

Lehron Mein Dubte Rahe Dariya Nahi Mila,
Tujhse Bichad Kar Phir Tujsa Nahi Mila
Kuch log Thodi Der Acche Lage Magar,
Hum Jiske Ho Sake Koi Waisa Nahi Mila.


Love,
Shayari Ghazal Fan

Agar Milti Bewafaon Ko Saza Mein Maut

Is Jahan Mein Mohabbat Khas Na Hoti,
Toh Safar-E –Zindagi Mein Mithas Na Hoti,
Agar Milti Bewafaon Ko Saza Mein Maut,
Toh Deewanon Ki Kabre Udas Na Hoti.


Love,
Shayari Ghazal Fan

Kabhi Toh Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat

Kabhi Toh Ki Hogi Suraj Ne Chand Se Mohabbat
Tabhi Toh Chand Mein daag hai,
Mumkin Hai Chand Se Bhi Hui Hogi Bewafai,
Tabhi Toh Suraj Mein Aag Hai.


Love,
Shayari Ghazal Fan

Thursday 3 January 2008

Yeh kaisi Reet Banai Duniya Walon Ne

What an irony it is. We think that people love us. And that may not be true. We think that people hate us, but is it true? We are living in a paradoxical world. We mistake appreciation for love, reprimand for hatredness, and competition for jealousy. This Shayari tells us about selves.

Baag Ki Baat Baag Ka Maali Hi Samjhe,
Phoolon Ka Dard Jhuki Daali hi samjhe,
Yeh kaisi Reet Banai Duniya Walon Ne,
Diye Ka Dil Jale Aur Log Diwali Samjhe


Love,
Shayari Ghazal Fan

Wednesday 2 January 2008

Talash Karoge Toh Koi Mil Jayega

You are unique and no one can replace you. Your every move is unique, and there is only one who can replace you is YOU. Does your Love know about it? Does your love have any knowledge what she/he is going to miss when you are not around? Can her/his new love can replace you? I don’t think so… We all think it’s easy to forget someone and fall in love again. But is it so easy?

Talash Karoge Toh Koi Mil Jayega,
Par Kaun Hai Jo Aapko Meri Tarah Chahega?
Dekhta Hoga Aapko Koi Chahat Ki Nazron Se,
Par Woh Hamari Nazar Kahan Se Layega?


Love,
Shayari Ghazal Fan

Shayad Tumhe Doston Ki Kami Nahi Hai

It’s an irony. You love your friend more than yourself. But your friend doesn’t even have a clue about it. Your thoughts are centered about your friend. But poor friend of yours is clueless about your love. You console your self stating that one day your friend will realize your worth and your love. Is it worth waiting till then?

Shayad Tumhe Doston Ki Kami Nahi Hai
Aur Filhal Hamari Kadar Nahi Hai.
Ehsaas Hoga Tumhe Hamare Jaane Par,
Ke Hum Jaisa Tumhare Pass Koi Nahi Hai.


Love,
Shayari Ghazal Fan